1)Sajdon k ewaz
Ferdoos milay yeh
Baat mujhe Manzoor
Nahi..
Be-Los ebadat karta
hun Banda hoon tera
Mazdoor Nahi……
2). Adam banaya tu ne,
Hawa banai tu ne,
Bana k haaki putla,
Jaan b payi Tu ne,
Aadam ko kaha kar
sajda jaan-o-dil se,
Uski thi kia majaal,
Ghaflat karwai tu ne
3).Husn-e-kirdar se
Noor-e-mujassim ho ja,
K Iblees b tuje dekhe,
Tu Musalmaan ho ja